SEARCH RESULTS
Showing search results for "chubhan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chubhan"
Sher
ik chubhan hai ki jo bechain kiye rahtii hai
aisaa lagtaa hai ki kuchh TuuT gayaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Qaisarul Jafri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chubhan"
Nazm
urdu
agar tuu phuul hai to phuul me.n itnii chubhan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
chubhan ye piiTh me.n kaisii hai mu.D ke dekh to le
kahii.n ko.ii tujhe piichhe se dekhtaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Nazm
main saz DhunDti rahi
aap hii aap jii hu.aa hai niDhaal
siine me.n ik chubhan sii hotii hai
Ada Jafarey
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
muskuraataa huu.n to rotaa hai miraa zaKHm-e-jigar
rone lagtaa huu.n to ho.nTo.n ko chubhan hotii hai
Mahwar Sirsivi
Sher
mujh se puuchho kabhii takmiil na hone kii chubhan
mujh pe biite hai.n ka.ii saal december ke baGair
Mohammad Ali Zahir
Ghazal
chubhan se dard se qurbat ba.Dhaa rahaa hai ko.ii
dayaar-e-dil se kahii.n duur jaa rahaa hai ko.ii
Ahtamam Sadiq
Ghazal
ek halkii sii chubhan ehsaas ko ghere rahii
guftuguu me.n jab tumhaaraa zikr aayaa is taraf
Noshi Gilani
Ghazal
Tanveer Naqvi
Ghazal
sab gavaaraa hai thakan saarii dukhan saarii chubhan
ek KHushbuu ke liye hai ye safar jaisaa bhii hai





