SEARCH RESULTS
Showing search results for "chubhan"
Nazm MATCHES FOR "chubhan"
Nazm
urdu
agar tuu phuul hai to phuul me.n itnii chubhan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
main saz DhunDti rahi
aap hii aap jii hu.aa hai niDhaal
siine me.n ik chubhan sii hotii hai
Ada Jafarey
Nazm
tohfa
apne siine kii ghuTan apnii umiido.n kaa kafan
jaada-e-ziist pe bikhre hu.e kaa.nTo.n kii chubhan
Khursheed Alig
Nazm
ehsas
merii aa.nkho.n me.n hai be-KHvaabii ke nashtar chubhan
har taraf tiira-shabii, har taraf ek ghuTan
Iftikhar Aazmi
Nazm
karan-ta-karan
aur sitaaro.n kii chubhan kaa bhii mujhe ehsaas hai
band muTThii me.n dabe motii
Wazir Agha
Nazm
man arafa nafsahu
tez suu.ii kii achaanak ik chubhan
sarsaraate saa.np kii maanind dau.Daatii hai KHuu.n
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
jahan-zadi ka status
kahii.n pe aa.nkho.n me.n ret ban kar
chubhan kii suurat rulaa rahe hai.n
Maimoona Abbas Khan
Nazm
hikayat-e-dauran
jaane dil me.n kis kii lagan hai
ruuh me.n kis kaa.nTe kii chubhan hai
Owais Ahmad Dauran
Nazm
nae aadmi ka confession
ki ahbaab kii jiit par dil dukhii hai
ki aulaad kii bartarii se chubhan hai
Ghazanfar
Nazm
safar-e-agahi
tape hu.e regzaar me.n bhii
magar chubhan hai na paa.nv me.n ko.ii aabla hai
Parveen Fana Syed
Nazm
Khaali lamhon ki nazm
KHayaal-o-KHvaab kii lazzat haqiiqato.n kii chubhan
shikasta saa.ns kii sa.ii-e-garaa.n kaa sarmaaya
Ali Abbas Ummeed
Nazm
lagan
kaleje ko ab ye chubhan khaa rahii hai
na tum aa.e aur baat bhii jaa rahii hai