SEARCH RESULTS
Showing search results for "dareG"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dareG"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "dareG"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dareG"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ab harf-e-naa-sazaa me.n bhii un ko dareG hai
kyuu.n mujh ko zauq-e-lazzat-e-dushnaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
jaan bhii chiiz hai ko.ii ki rakhe.n tum se dareG
paas itnaa bhii na ho rasm-e-vafaadaarii kaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
har-chand be-dareG bahaa KHuun-e-aarzuu
lekin hu.aa hai daaman-e-dil laala-zaar bhii
Jami Rudaulvi
Ghazal
mai.n jaan bhii dareG karuu.n to gunaahgaar
mere sivaa na aur KHariidaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kii thii jo mai.n muraqqa-e-aalam se intiKHaab
ai 'mus.hafii' dareG vo tasviir kyaa hu.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ye ishq-e-parda-dar na chhupaayaa chhupaa dareG
siitaa hamesha mai.n lab-e-iz.haar hii rahaa
Hasrat Azimabadi
Kulliyat
is sire dil kii KHaraabii hu.ii ai 'ishq dareG
tuu ne kis KHaana-e-matbuu' ko viiraan kiyaa