SEARCH RESULTS
Showing search results for "dev"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dev"
Nazm
zindagi se Darte ho
shahr kii fasiilo.n par
dev kaa jo saaya thaa paak ho gayaa aaKHir
Noon Meem Rashid
Nazm
KHizr-e-rah
aur KHaakistar se aap apnaa jahaa.n paidaa kare
zindagii kii quvvat-e-pinhaa.n ko kar de aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
ki jaise haath abad rakh de dosh-e-tiflii par
har ek lamha ke raKHno.n se jhaa.nktii sadiyaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yaad aatii jab kabhii ehsaas kii niilam-parii
ghar ke kaale dev kaa qissa puraanaa ho gayaa
Khalid Ghani
Ghazal
dev-e-safed kii qasam aur koh-e-qaaf kii
baaG-e-iram kii aur paristaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dev"
Ghazal
chamak uThe hai.n jo dil ke kalas yahaa.n se abhii
guzar hu.aa hai KHayaalo.n kii dev-daasii kaa
Zafar Iqbal
Nazm
parchhaiyan
siyaahiyo.n kaa dabe-paa.nv aasmaa.n se nuzuul
laTo.n ko khol de jis tarah shaam kii devii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dekh ai ahl-e-nazar sabza-e-KHat me.n lab-e-laal
ra.ng-e-yaaquut chhupaa hai KHat-e-raihaan me.n aa
Wali Dakni
Nazm
saneha
dev-e-badii se maark-e-saKHt hii sahii
ye to nahii.n ki zor-e-javaanaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
surKH sitara
dev-e-zulmaat kii Thokar se na paa.e.nge panaah
ye shivaale, ye masaajid, ye pujaarii, ye sanam
Amir Usmani
Sher
Bahadur Shah Zafar
Nazm
ajnabi aurat
ye guzargaaho.n pe dev-aasaa javaa.n
jin kii aa.nkho.n me.n gurisna aarzu.o.n kii lapak
Noon Meem Rashid
Nazm
pand-nama
KHud ko Garq-e-sharaab-e-naab na kar
dekh apne ko yuu.n KHaraab na kar
Josh Malihabadi
Nazm
ek sham
aahanii but dev-paikar ajnabii
chiiKHtii chi.nghaa.Dtii KHuunii.n saraa.e











