SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasiil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fasiil"
Nazm
muhasara
fasiil-e-shahr ke har burj har manaare par
kamaa.n-ba-dast sitaada hai.n askarii us ke
Ahmad Faraz
Ghazal
dar-e-fasiil khulaa yaa pahaa.D sar se haTaa
mai.n ab girii hu.ii galiyo.n ke marg-zaar me.n huu.n
Muneer Niyazi
PAGE MATCHES FOR "fasiil"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fasiil"
Ghazal
bekas kii aarzuu me.n pareshaa.n hai zindagii
ab to fasiil-e-jaa.n se diyaa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
safed sang kii chaadar lapeT kar mujh par
fasiil-e-shahr pe kis ne sajaa diyaa mujh ko
Nazeer Baaqri
Nazm
himala
ai himaala ai fasiil-e-kishvar-e-hindustaan
chuumtaa hai terii peshaanii ko jhuk kar aasmaa.n
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
daryuuza-garii ke maqbaro.n se
zindaa.n kii fasiil KHushnumaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
vo mauj-e-KHuu.n uThii hai ki diivaar-o-dar kahaa.n
ab ke fasiil-e-shahr ko Garqaab dekhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
pasand aa.ii na TuuTii hu.ii fasiil kii raah
mai.n shahr-e-tan kii ghuTan se nikal bhii saktaa thaa
Shayar Jamali
Ghazal
dil kii taraf se ham kabhii Gaafil nahii.n rahe
karte hai.n paasbaanii-e-shahr us fasiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
mai.n dhuup kaa hisaar huu.n tuu chhaa.nv kii fasiil
teraa miraa hisaab baraabar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Nazm
yahan se shahr ko dekho
yahaa.n se shahr ko dekho to halqa-dar-halqa
khi.nchii hai jel kii suurat har ek samt fasiil
Faiz Ahmad Faiz
Sher
fasiil-e-jism pe taaza lahuu ke chhii.nTe hai.n
huduud-e-vaqt se aage nikal gayaa hai ko.ii














