SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasiil"
Nazm MATCHES FOR "fasiil"
Nazm
muhasara
fasiil-e-shahr ke har burj har manaare par
kamaa.n-ba-dast sitaada hai.n askarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
himala
ai himaala ai fasiil-e-kishvar-e-hindustaan
chuumtaa hai terii peshaanii ko jhuk kar aasmaa.n
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
daryuuza-garii ke maqbaro.n se
zindaa.n kii fasiil KHushnumaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
yahan se shahr ko dekho
yahaa.n se shahr ko dekho to halqa-dar-halqa
khi.nchii hai jel kii suurat har ek samt fasiil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek udas sham ke nam
sipaah-e-mahr kaa fasiil-e-shab ko intizaar hai
kab aa.egaa vo shaKHs jis kaa sab ko intizaar hai
Iftikhar Arif
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
fasiil-e-aatish-o-aahan bahut buland sahii
badalte vaqt kii raftaar kaun rokegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye basti meri basti hai
ba-zaahir to hamaare darmiyaa.n
maahaul ne ik be-zaruurat hadd-e-faasil khii.nch rakkhii thii
Ishrat Afreen
Nazm
man tu shudam tu man shudi
aaKHirii ye fasiil gir jaa.e
phir to hai vasl-e-jaavedaa.n jaanaa.n
Khursheed Akbar
Nazm
shahr-ashob
taqdiir-e-fasiil-e-shahr katba hai ki gul-dasta
ai shahr-e-rasan-basta
Iftikhar Arif
Nazm
dehli
ye haal dekh ke sakte me.n aa ga.ii hai fasiil
tamaam qile kaa maidaa.n banaa hai KHuun kii jhiil
Wamiq Jaunpuri
Nazm
nazm
na ko.ii phir se alaamaat-e-KHuu.n-chakaa.n likkhe
fasiil-daar saro.n ke charaaG raqs-e-junuu.n