SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasiil"
Ghazal MATCHES FOR "fasiil"
Ghazal
dar-e-fasiil khulaa yaa pahaa.D sar se haTaa
mai.n ab girii hu.ii galiyo.n ke marg-zaar me.n huu.n
Muneer Niyazi
Ghazal
nauhe fasiil-e-zabt se uu.nche na ho sake
khul kar dayaar-e-sa.ng me.n royaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
bekas kii aarzuu me.n pareshaa.n hai zindagii
ab to fasiil-e-jaa.n se diyaa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
safed sang kii chaadar lapeT kar mujh par
fasiil-e-shahr pe kis ne sajaa diyaa mujh ko
Nazeer Baaqri
Ghazal
vo mauj-e-KHuu.n uThii hai ki diivaar-o-dar kahaa.n
ab ke fasiil-e-shahr ko Garqaab dekhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n dhuup kaa hisaar huu.n tuu chhaa.nv kii fasiil
teraa miraa hisaab baraabar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pasand aa.ii na TuuTii hu.ii fasiil kii raah
mai.n shahr-e-tan kii ghuTan se nikal bhii saktaa thaa
Shayar Jamali
Ghazal
dil kii taraf se ham kabhii Gaafil nahii.n rahe
karte hai.n paasbaanii-e-shahr us fasiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
fasiil-e-jism pe shab-KHuu.n sharaarte.n terii
zaraa sii bhii nahii.n badlii hai.n aadate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
fasiil-e-jism giraa de makaan-e-jaa.n se nikal
ye intishaar-zada shahr hai yahaa.n se nikal
Abhishek Shukla
Ghazal
Syed Arif
Ghazal
fasiil-e-jism pe taaza lahuu ke chhii.nTe hai.n
huduud-e-vaqt se aage nikal gayaa hai ko.ii
Shakeb Jalali
Ghazal
vaqt hii vo KHat-e-faasil hai ki ai ham-nafaso
duur hai mauj-e-balaa aur kinaare hu.e log
Aziz Hamid Madni
Ghazal
abhii to raah me.n haa.il hai aarzuu kii fasiil
zaraa ye ishq sivaa ho to jaa-ba-jaa ho jaa.uu.n
Irfan Sattar
Ghazal
miTaa sakaa na kabhii vaqt kaa Gubaar use
fasiil-e-shab pe lahuu kaa nishaan baaqii hai