SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganjiina"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ganjiina"
Ghazal
ganjiina-e-ma.anii kaa tilism us ko samajhiye
jo lafz ki 'Gaalib' mire ash.aar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
bazm-e-shaahanshaah me.n ash.aar kaa daftar khulaa
rakhiyo yaa rab ye dar-e-ganjiina-e-gauhar khulaa
Mirza Ghalib
Ghazal
daulat-e-ishq kaa ganjiina vahii siina hai
daaG-e-dil zaKHm-e-jigar mohr-o-nishaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ganjiina"
Ghazal
kaam himmat se javaa.n mard agar letaa hai
saa.np ko maar ke ganjiina-e-zar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ganjiina-e-rahmat se habiib-e-azalii ko
kyaa kyaa nahii.n allaah ne baKHshaa shab-e-me'raaj
Abdul Halim Sharar
Ghazal
ganjiina-e-sifaat hai us kii har ek baat
suurat bhii guftuguu bhii adaa bhii shi.aar bhii
Jami Rudaulvi
Mazahiya
har adaa mashkuuk terii mushtaba har baat hai
allaah rakkhe tuu to ik ganjiina-e-shub.haat hai
Chunchal Sialkoti
Ghazal
Faqeeh Haidar
Ghazal
ham ne maanaa ki tahii-dast hai.n par sab ke liye
dil me.n ganjiina-e-iKHlaas-o-vafaa rakhte hai.n
