SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganjiina"
Ghazal MATCHES FOR "ganjiina"
Ghazal
ganjiina-e-ma.anii kaa tilism us ko samajhiye
jo lafz ki 'Gaalib' mire ash.aar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
bazm-e-shaahanshaah me.n ash.aar kaa daftar khulaa
rakhiyo yaa rab ye dar-e-ganjiina-e-gauhar khulaa
Mirza Ghalib
Ghazal
daulat-e-ishq kaa ganjiina vahii siina hai
daaG-e-dil zaKHm-e-jigar mohr-o-nishaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
kaam himmat se javaa.n mard agar letaa hai
saa.np ko maar ke ganjiina-e-zar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ganjiina-e-rahmat se habiib-e-azalii ko
kyaa kyaa nahii.n allaah ne baKHshaa shab-e-me.araaj
Abdul Halim Sharar
Ghazal
ganjiina-e-sifaat hai us kii har ek baat
suurat bhii guftuguu bhii adaa bhii shi.aar bhii
Jami Rudaulvi
Ghazal
Faqeeh Haidar
Ghazal
ham ne maanaa ki tahii-dast hai.n par sab ke liye
dil me.n ganjiina-e-iKHlaas-o-vafaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
duniyaa karegii ek din auraaq-gardaanii mirii
yaad aa.egaa ahbaab ko ganjiina-e-gauhar miraa
Kavish Badri
Ghazal
Mardan Safi
Ghazal
pur-kashish bhii hai sar-afraazii-e-duniyaa bhii magar
zahr ganjiina-e-zar se nahii.n jaane vaalaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
sar-ba-mohr-e-daaG karte hai.n 'aziiz'
dil hamaaraa ishq kaa ganjiina hai
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Dhuu.nDne nikle.nge mujh ko ek din ahl-e-vafaa
dafn hai ganjiina-e-dil jis me.n vo viiraana huu.n
Karam Haidari
Ghazal
dil hai ganjiina-e-sad-gauhar-e-asraar-vafaa
ai nigaah-e-Galat-andaaz ise barbaad na kar
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
raazdaar-e-dil-e-betaab hu.aa kartaa hai
ashk ganjiina-e-naayaab hu.aa kartaa hai
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
KHalvat-kada-e-dil pe zabuu.n-haalii-e-bisyaar
hai suurat ganjiina-e-alfaaz-o-ma'aanii