SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahaalat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jahaalat"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamare ustad
to.D dete hai.n jahaalat ke a.ndhero.n kaa tilism
ilm kii sham.a jalaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jahaalat"
Nazm
zabta
kamaal-e-husn kahuu.n aib ko jahaalat ko
kabhii jagaa.uu.n na so.ii hu.ii adaalat ko
Habib Jalib
Nazm
hinDola
bhar aayaa thaa dil-e-naazuk to kyaa ajab is me.n
in aa.nsu.o.n me.n jhalak taaj kii bhii dekhii ho
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ustad
aam logo.n kii jahaalat duur karne ke liye
haq-ta.aalaa ne banaayaa hai sabab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Sher
is daur-e-aaKHirii kii jahaalat to dekhiye
jis kii zabaa.n-daraaz hukuumat usii kii hai
Bashir Mehtaab
Ghazal
jahaa.n se ilm kaa ham ko Guruur hotaa hai
vahii.n se hotii hai bas ibtidaa jahaalat kii
Azhar Inayati
Ghazal
mujh ko hairat hai ki kii umr basar us ne kahaa.n
is jahaalat pe to ne turk na taajiik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ye alag baat vo thaa daur-e-jahaalat lekin
log an-pa.Dh bhii samajhdaar hu.aa karte the
ruKHsaar Nazimabadi
Qita
kutte ne kahaa ho ye jahaalat ki ta.assub
lekin mire nazdiik vafaa bhii hai ko.ii chiiz