SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahaalat"
Nazm MATCHES FOR "jahaalat"
Nazm
hamare ustad
to.D dete hai.n jahaalat ke a.ndhero.n kaa tilism
ilm kii sham.a jalaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
zabta
kamaal-e-husn kahuu.n aib ko jahaalat ko
kabhii jagaa.uu.n na so.ii hu.ii adaalat ko
Habib Jalib
Nazm
hinDola
bhar aayaa thaa dil-e-naazuk to kyaa ajab is me.n
in aa.nsu.o.n me.n jhalak taaj kii bhii dekhii ho
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ustad
aam logo.n kii jahaalat duur karne ke liye
haq-ta.aalaa ne banaayaa hai sabab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
pir-e-tasma-e-pa
farsh se arsh tak jaa chukaa hai ko.ii
ye aur aisii bahut sii jahaalat kii baate.n
Kaifi Azmi
Nazm
gandhi
maah-o-anjum ban ga.e kaun-o-makaa.n par chhaa ga.e
tiirgii bhaagii jahaalat kii fazaa chhuTne lagii
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
mera watan
tujh ko jannat-nishaan kahte hai.n
ham jahannam kii jaan kahte hai.n
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
madari zaban
jis se miTaa jahaalat kii raat kaa a.ndheraa
hindostaa.n me.n chamkaa tahziib kaa saveraa
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
shararat nagar
jahaalat ke pal.De me.n ham hai.n tule
ko.ii aisaa school bhii to khule
Iqbal Hasan Azad
Nazm
mohabbat ki bhi koi umr hoti hai
mohabbat ke na.e mafhuum se vaaqif na hone par
mujhe apnii jahaalat par
Firoz Natiq Khusro
Nazm
sarsayyad ahmad KHan
aap ne daur-e-jahaalat se nikaalaa qaum ko
ilm aur tahziib ke saa.nche me.n Dhaalaa qaum ko
Syeda Farhat
Nazm
ilm aur jahaalat
har bashar ai 'faiz' ye koshish kare
jis tarah bhii ho jahaalat se bachuu.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
aadmii KHud hii parastaar-e-jahaalat ban gayaa
mandir-o-masjid kaa jhag.Daa ek aadat ban gayaa
Nazir Fatehpuri
Nazm
jashn-e-masarrat
zehno.n se jahaalat kii zulmat ko miTaa Daalaa
ab ilm ke suuraj kii ghar-ghar me.n kiran aa.ii
Masooda Hayat
Nazm
mashq
na.e se nayaa sadma sahne ko tayyaar rahtaa huu.n sub.h o shaam
apnii jahaalat ke inkishaaf par