SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaf-e-bintul-anab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaf-e-bintul-anab"
Ghazal
saaqiyaa ye aa.ina hai teraa mai-KHaana nahii.n
hai har ik saaGar kaf-e-bintul-anab me.n aa.ina
Muzaffar Ali Aseer
Sher
imsaak me.n rahegii na paabandii-e-manii
hargiz nahii.n hai.n muGbache bint-ul-inab se kam
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
bahaar aa.ii hai bint-ul-inab pe joban hai
girah me.n daam ko.ii baada-KHvaar rakhtaa hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
baa.ndhaa hai barg-e-taak kaa kyuu.n sar pe sehra
kiyaa 'aabruu' kaa byaah hai bint-ul-enab setii
Abroo Shah Mubarak
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "kaf-e-bintul-anab"
MORE MATCHES FOR "kaf-e-bintul-anab"
Ghazal
rahe jo taak me.n bint-ul-inab ke zaahid-e-KHushk
to jin kii tarah rahe band KHvaab shiishe me.n
Bekhud Mohani
Ghazal
pesh aa.iye ba-shafqat-o-lutf us se shaiKH jii
bint-ul-anab ko jaaniye apne nabaat se
Insha Allah Khan Insha
Kulliyat
ab kaisaa zohd-o-taqvaa daaruu hai aur ham hai.n
bint-ul-inab ke apnaa sab kuchh gayaa ghusa.D kar
Meer Taqi Meer
Sher
kaam us ke lab se hai mujhe bint-ul-inab se kyaa
hai aab-e-zindagii bhii to le jaa.e murda-sho
Meer Taqi Meer
Ghazal
sarso.n jo phuulii diida-e-jaam-e-sharaab me.n
bint-ul-anab se karne lagaa shoKHiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Kulliyat
mai.n mu.nh nahii.n lagaayaa bint-ul-inab ko gaahe
tab thaa javaan-e-saaleh ab piir-e-mai-kada huu.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
kaam us ke lab se hai mujhe bint-ul-inab se kyaa
hai aab-e-zindagii bhii to le jaa.e murda-sho
Meer Taqi Meer
Sher
sarso.n jo phuulii diida-e-jaam-e-sharaab me.n
bint-ul-anab se karne lagaa shoKHiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sub.h tak raqs-kunaa.n bint-e-inab dekhe.nge
aaj vo turfa-tamaashaa hai ki sab dekhe.nge