SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaifiyat-e-KHayaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaifiyat-e-KHayaal"
Ghazal
mujh me.n hai maujuud parvaaz-e-'KHayaal'
mo'atabar huu.n mai.n bhii fankaaro.n ke biich
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' apne iraado.n ko tavaanaa rakkho
muflisii aatii nahii.n hai kisii fankaar ke paas
Rafique Khayal
Ghazal
jis par nigaah Thahrii jaan-e-'KHayaal' apnii
vo ajnabii hai lekin lagtaa hai aashnaa saa
Rafique Khayal
MORE MATCHES FOR "kaifiyat-e-KHayaal"
Ghazal
be-niyaazii to milaa kartii hai duniyaa se 'KHayaal'
tum kisii taur na tajdiid-e-Gam-e-zaat karo
Rafique Khayal
Ghazal
laazim ye pesh-KHema-e-aafaat hai 'KHayaal'
bejaa jamaa nahii.n hai.n parinde alaap par
Rafique Khayal
Ghazal
vaabasta tujh se azmat-e-sher-o-suKHan hu.ii
is baat ko bhii rakhnaa 'KHayaal' apne dhyaan me.n
Rafique Khayal
Ghazal
hai ma.arka-aaraa jo 'KHayaal' aaj ba-zaahir
rakhtaa hai pas-e-taish guzaarish kaa iraada
Rafique Khayal
Ghazal
jinhe.n KHabar hii nahii.n sharh-e-zindagii kyaa hai
vo mujrmo.n kii tarah qaid apne ghar me.n hai.n