SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaifiyat-e-KHayaal"
Ghazal MATCHES FOR "kaifiyat-e-KHayaal"
Ghazal
mujh me.n hai maujuud parvaaz-e-'KHayaal'
mo'atabar huu.n mai.n bhii fankaaro.n ke biich
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' apne iraado.n ko tavaanaa rakkho
muflisii aatii nahii.n hai kisii fankaar ke paas
Rafique Khayal
Ghazal
jis par nigaah Thahrii jaan-e-'KHayaal' apnii
vo ajnabii hai lekin lagtaa hai aashnaa saa
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' aa.ina-e-husn-e-mujassam kii qasam
KHaak par baiTh ke mai.n saahab-e-aflaak hu.aa
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' aatish-e-ehsaas bha.Dak jaa.egii
aap da.avaa na kare.n dhuup me.n daanaa.ii kaa
Rafique Khayal
Ghazal
be-niyaazii to milaa kartii hai duniyaa se 'KHayaal'
tum kisii taur na tajdiid-e-Gam-e-zaat karo
Rafique Khayal
Ghazal
laazim ye pesh-KHema-e-aafaat hai 'KHayaal'
bejaa jamaa nahii.n hai.n parinde alaap par
Rafique Khayal
Ghazal
vaabasta tujh se azmat-e-sher-o-suKHan hu.ii
is baat ko bhii rakhnaa 'KHayaal' apne dhyaan me.n
Rafique Khayal
Ghazal
hai ma.arka-aaraa jo 'KHayaal' aaj ba-zaahir
rakhtaa hai pas-e-taish guzaarish kaa iraada
Rafique Khayal
Ghazal
jinhe.n KHabar hii nahii.n sharh-e-zindagii kyaa hai
vo mujrmo.n kii tarah qaid apne ghar me.n hai.n
Rafique Khayal
Ghazal
ye kaarvaan-e-badan hai safar-guzaar-e-'KHayaal'
jaras kii guu.nj pe kuchh der ko Thaharte hu.e
Salman Khayal
Ghazal
Satpaal Khayal
Ghazal
ek KHutba jo diyaa hazrat-e-zainab ne 'KHayaal'
aaj tak Daal rahaa hai kisii darbaar pe KHaak
Ahmad Khayal
Ghazal
vo de rahaa thaa talab se sivaa sabhii ko 'KHayaal'
so mai.n ne daaman-e-dil aur kuchh kushaada kiyaa
Ahmad Khayal
Ghazal
ye dhuup chhaa.nv ke manzar 'KHayaal' dekh zaraa
ye saare 'aks usii zaat-e-baa-kamaal ke hai.n