SEARCH RESULTS
Showing search results for "khayaalaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khayaalaat"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo mire hai.n mujhe mil jaa.e.nge aa jaa.e.nge
aise bekaar KHayaalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
Fana bulandshahri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khayaalaat"
Ghazal
pe.Do.n ke baazu.o.n me.n mahaktii hai chaa.ndnii
bechain ho rahe hai.n KHayaalaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
lenin
guftaar ke usluub pe qaabuu nahii.n rahtaa
jab ruuh ke andar mutalaatum ho.n KHayaalaat
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Waseem Barelvi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kuchh tirii azmato.n kaa Dar bhii thaa
kuchh KHayaalaat the ajiib mire
Saifuddin Saif
Ghazal
auro.n ke KHayaalaat kii lete hai.n talaashii
aur apne garebaan me.n jhaa.nkaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii