SEARCH RESULTS
Showing search results for "khulnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khulnaa"
Ghazal
hai mujhe abr-e-bahaarii kaa baras kar khulnaa
rote rote Gam-e-furqat me.n fanaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo phuul aur kisii shaaKH par nahii.n khulnaa
vo zulf sirf mire haath se sa.nvarnii hai
Tahzeeb Hafi
Geet
Sahir Ludhianvi
Ghazal
uqda-e-pech-o-KHam-e-zulf kaa khulnaa maa'luum
raaz-e-alam se hai ye silsila-e-raaz judaa
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
khulnaa
खुलना کُھلْنا
(secret) to be revealed or exposed, be solved (of a problem or mystery)
Sanskrit
MORE MATCHES FOR "khulnaa"
Nazm
naqqad
yaanii ik lai se lab-e-naaqid ko khulnaa chaahiye
pa.nkhu.Dii par qatra-e-shabnam ko tulnaa chaahiye
Josh Malihabadi
Nazm
nae sur ki tamsil
ek gulchii.n kii vahshat bharii aa.nkh hai
ye chaTaknaa ye khulnaa
Akhtar Usman
Ghazal
mai-KHaane pe ghanghor ghaTaa chhaa.ii hai be-kaar
khulnaa ho to khul jaa.e barasnaa ho to barse
Nooh Narvi
Ghazal
Shohrat Bukhari
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
pahu.nche the ham bhii shahr-e-tilismaat me.n magar
vo ism jis se khulnaa thaa dar bhuulne lage
Hasan Abbas Raza
Ghazal
ek din us lams ke asraar khulnaa jism par
ek shab is KHaak me.n barq-o-sharar kaa jaagnaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
khulnaa thaa apne 'aib o hunar kaa bharam kahaa.n
ye bhii hu.aa to qaafiya-paimaa.ii se hu.aa
Zafar Iqbal
Ghazal
Guncha kahuu.n yaa durj-e-guhar tere dahan ko
khulnaa nahii.n is uqda-e-mushkil ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
Devmani pandey
Ghazal
zaKHmo.n ko ashk-e-KHuu.n se sairaab kar rahaa huu.n
ab aur bhii tumhaaraa chehra khilaa rahegaa
Ahmad Mahfuz
Ghazal
kaaGaz kii sadaaqat huu.n go vaqf-e-kitaabat huu.n
safho.n se ibaarat huu.n khulnaa hai muhaal apnaa
Muhib Aarfi
Ghazal
aasmaano.n kaa bulaanaa na qafas kaa khulnaa
kyo.n parinde ko rihaa.ii nahii.n detaa kuchh bhii
Dr. Bhawana Srivastava
Kulliyat
dekh aarsii ko yaar hu.aa mahv naaz kaa
KHaana-KHaraab hojiyo aa.iina-saaz kaa








