SEARCH RESULTS
Showing search results for "khulnaa"
Ghazal MATCHES FOR "khulnaa"
Ghazal
hai mujhe abr-e-bahaarii kaa baras kar khulnaa
rote rote Gam-e-furqat me.n fanaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo phuul aur kisii shaaKH par nahii.n khulnaa
vo zulf sirf mire haath se sa.nvarnii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
uqda-e-pech-o-KHam-e-zulf kaa khulnaa maa'luum
raaz-e-alam se hai ye silsila-e-raaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil-bastagii me.n khulnaa us kaa na us se dekhaa
baKHt-e-niguu.n ko ham ne sau baar aazmaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai-KHaane pe ghanghor ghaTaa chhaa.ii hai be-kaar
khulnaa ho to khul jaa.e barasnaa ho to barse
Nooh Narvi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
ek din us lams ke asraar khulnaa jism par
ek shab is KHaak me.n barq-o-sharar kaa jaagnaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Shohrat Bukhari
Ghazal
pahu.nche the ham bhii shahr-e-tilismaat me.n magar
vo ism jis se khulnaa thaa dar bhuulne lage
Hasan Abbas Raza
Ghazal
khulnaa thaa apne aib o hunar kaa bharam kahaa.n
ye bhii hu.aa to qaafiya-paimaa.ii se hu.aa
Zafar Iqbal
Ghazal
Guncha kahuu.n yaa durj-e-guhar tere dahan ko
khulnaa nahii.n is uqda-e-mushkil ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
Devmani pandey
Ghazal
zaKHmo.n ko ashk-e-KHuu.n se sairaab kar rahaa huu.n
ab aur bhii tumhaaraa chehra khilaa rahegaa
Ahmad Mahfuz
Ghazal
kaaGaz kii sadaaqat huu.n go vaqf-e-kitaabat huu.n
safho.n se ibaarat huu.n khulnaa hai muhaal apnaa
Muhib Aarfi
Ghazal
aasmaano.n kaa bulaanaa na qafas kaa khulnaa
kyo.n parinde ko rihaa.ii nahii.n detaa kuchh bhii