SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulba-e-ahzaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kulba-e-ahzaa.n"
Ghazal
Gair kii bazm ke muhtaaj nahii.n ham 'raasiKH'
shaad-o-aabaad rahe kulba-e-ahzaa.n apnaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ghar tuu ne raqiibo.n kaa na ai aah jalaayaa
phir kyaa jo mire kulba-e-ihzaa.n me.n lagii aag
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
ho gayaa aaj miraa kulba-e-ahzaa.n raushan
un ke aane se makaa.n rashk-e-falak hai ki nahii.n
Haidar Husain Fiza Lucknowi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
kulba-e-ahzaa.n
कुलबा-ए-अहज़ाँکلبۂ احزاں
house of affliction or grief, an afflicted or distressed family.
kulba-e-ahzaan
कुल्बा-ए-अहज़ानکُلبَۂ اَحْزان
house of affliction or grief, an afflicted or distressed family
MORE MATCHES FOR "kulba-e-ahzaa.n"
Kulliyat
yaaquub ke na kalba-e-ahzaa.n talak ga.e
so kaarvaan misr se kan.aa.n talak ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHaamosh apne kalba-e-ahzaa.n me.n roz o shab
tanhaa pa.De hu.e dar-o-diivaar dekhnaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
sar pe kab kaun kahaa.n sa.ng-e-malaamat maare
paarsaa.o.n se pare kalba-e-ahzaa.n me.n raho
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
bhii.D chhaTtii nahii.n is kalba-e-ahzaa.n se kabhii
aarzuu.e.n hai.n ki mela saa lagaa rahtaa hai
Partav Rohila
Ghazal
paa.nv meraa kalba-e-ahzaa.n me.n ab rahtaa nahii.n
rafta rafta us taraf jaane kii mujh ko lat hu.ii
Meer Taqi Meer
Nazm
programme
aur hogaa ko.ii jabr to vo banda-e-majbuur
murde kii tarah kalba-e-ahzaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Ghazal
kis kii aamad aamad apne kalba-e-ahzaa.n me.n hai
peshvaa.ii ko hai dil pahluu se ruKHsat maa.ngtaa