SEARCH RESULTS
Showing search results for "magan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "magan"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "magan"
Tags
Magic
Magic Sahayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "magan"
Sher
yuu.n tirii yaad me.n din raat magan rahtaa huu.n
dil dh.Daknaa tire qadmo.n kii sadaa lagtaa hai
Shahzad Ahmad
Nazm
mujhe mat batana
tum ko pe.Do.n ke piichhe daraKHto.n ke jhunD
aur diivaar kii pusht par Dhuu.nDne me.n magan huu.n
Parveen Shakir
Sher
aasmaa.n apne iraado.n me.n magan hai lekin
aadmii apne KHayaalaat liye phirtaa hai
Anwar Masood
Ghazal
yuu.n tirii yaad me.n din raat magan rahtaa huu.n
dil dh.Daknaa tire qadmo.n kii sadaa lagtaa hai
Shahzad Ahmad
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Ghazal
haal me.n apne magan ho fikr-e-aa.inda na ho
ye usii insaan se mumkin hai jo zinda na ho
Suroor Barabankvi
Nazm
hello best friend
baa.njh dhartii ke kaleje pe uge misl-e-chaman
mujh se be-rang ko KHush-rang banaane me.n magan