SEARCH RESULTS
Showing search results for "mamaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mamaat"
Ghazal
kahii.n yahii to nahii.n kaashif-e-hayaat-o-mamaat
ye husn o ishq ba-zaahir hai.n be-KHabar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab naqsh-gar-e-haadsaat
silsila-e-roz-o-shab asl-e-hayaat-o-mamaat
Allama Iqbal
Ghazal
farq aa gayaa thaa daur-e-hayaat-o-mamaat me.n
aa.ii hai aaj yaad vo suurat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mamaat"
Sher
bahse.n chhi.Dii hu.ii hai.n hayaat o mamaat kii
sau baat ban ga.ii hai 'firaaq' ek baat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bahse.n chhi.Dii hu.ii hai.n hayaat-o-mamaat kii
sau baat ban ga.ii hai 'firaaq' ek baat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tamaam aks hai duniyaa tamaam aks adam
kahaa.n tak aa.ina-dar-aa.ina hayaat-o-mamaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hayaat taa-mamaat ek silsila hai 'ishq kaa
kahaa.n hai.n vo jo marg ko najaat kahte aa.e hai.n
Nushur Wahidi
Ghazal
jashn-e-hayaat ho chukaa jashn-e-mamaat aur hai
ek baraat aa chukii ek baraat aur hai
Shamim Karhani
Ghazal
rahaa ye apnii hayaat-o-mamaat kaa aalam
kabhii vajuud adam thaa kabhii adam thaa vajuud
Nooh Narvi
Ghazal
Guruur le ke maraa iKHtiyaar-e-hastii kaa
tuu apnii fikr-e-hayaat-o-mamaat le ke gayaa

