SEARCH RESULTS
Showing search results for "mamaat"
Ghazal MATCHES FOR "mamaat"
Ghazal
kahii.n yahii to nahii.n kaashif-e-hayaat-o-mamaat
ye husn o ishq ba-zaahir hai.n be-KHabar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
farq aa gayaa thaa daur-e-hayaat-o-mamaat me.n
aa.ii hai aaj yaad vo suurat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bahse.n chhi.Dii hu.ii hai.n hayaat-o-mamaat kii
sau baat ban ga.ii hai 'firaaq' ek baat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tamaam aks hai duniyaa tamaam aks adam
kahaa.n tak aa.ina-dar-aa.ina hayaat-o-mamaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hayaat taa-mamaat ek silsila hai 'ishq kaa
kahaa.n hai.n vo jo marg ko najaat kahte aa.e hai.n
Nushur Wahidi
Ghazal
jashn-e-hayaat ho chukaa jashn-e-mamaat aur hai
ek baraat aa chukii ek baraat aur hai
Shamim Karhani
Ghazal
rahaa ye apnii hayaat-o-mamaat kaa aalam
kabhii vajuud adam thaa kabhii adam thaa vajuud
Nooh Narvi
Ghazal
Guruur le ke maraa iKHtiyaar-e-hastii kaa
tuu apnii fikr-e-hayaat-o-mamaat le ke gayaa
Aziz-ur-Rahman Shaheed Fatehpuri
Ghazal
guzaarishaat ke chakkar me.n ishq karte hai.n
sabhii mamaat ke chakkar me.n ishq karte hai.n
Mahtab Dasti
Ghazal
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
nahii.n hai siine me.n paivast jis ke tiir-e-nigaah
vo raah-o-rasm hayaat-o-mamaat kyaa jaane
Jigar Barelvi
Ghazal
samajh me.n aane lagaa maqsad-e-hayaat-o-mamaat
vo zaaviye tire hijr o visaal ke dekhe
Roohi Kanjahi
Ghazal
jalaa ke kashtiyaa.n jab azm-e-nau ke saath ba.Dhe
jo ho rahii thii musalsal vo maat ruk sii ga.ii
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
shah chaal ho rahaa huu.n sanam tere ishq me.n
tuu ne dikhaa ke ruKH mirii baazii hii maat kii
Meer Hasan
Ghazal
KHudii agar hai to hai.n surKH-ruu hayaat-o-mamaat
KHudii nahii.n to hayaat-o-mamaat KHaar-o-zabuu.n