SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhaasamat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mukhaasamat"
Ghazal
ye muKHaasamat ke jazbe ye mahaaz haasido.n ke
magar umr bhar vo 'zauqii' ke maqaam tak na pahu.nche
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
kiyaa fareb mohabbat se farsh vaalo.n ne
barastii hai jo falak se muKHaasamat kii aag
Zaheer Abbas Saer
Ghazal
mufaahamat na sikhaa jabr-e-naaravaa se mujhe
mai.n sar-ba-kaf huu.n la.Daa de kisii balaa se mujhe
Adeem Hashmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mukhaasamat"
Nazm
aaKHiri lamha
bahut hasiin hai zehnii mufaahamat lekin
ba.Dii aziim hai aadarsh kii hifaazat bhii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mufaahamat na sikhaa dushmano.n se ai saalaar
tirii taraf na kahii.n mo.D duu.n kamaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
mufaahamat na kar arzaa.n na ho bharam na ga.nvaa
har ik nafas ho agar ik saliib tab bhii nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
mufaahamat sii ajab ho ga.ii hai raat ke saath
charaaG mai.n ne jalaayaa nahii.n bahut din se
Farhat Ehsas
Nazm
mufahamat
nasheb-e-arz pe zarro.n ko mushta.il paa kar
bulandiyo.n pe safed-o-siyaah mil hii ga.e
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Hasan Aabid
Nazm
muKHasiamat
kitaabo.n me.n likhii
mu.aashartii be-hisii kii laa-zavaal kahaaniyo.n se naa-aashnaa
Ali Sahil
Ghazal
ga.e the ham bhii faqat rasm hii nibhaane ko
aur us kaa tarz-e-amal bhii muKHaasamaana thaa