SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhaasamat"
Ghazal MATCHES FOR "mukhaasamat"
Ghazal
ye muKHaasamat ke jazbe ye mahaaz haasido.n ke
magar umr bhar vo 'zauqii' ke maqaam tak na pahu.nche
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
kiyaa fareb mohabbat se farsh vaalo.n ne
barastii hai jo falak se muKHaasamat kii aag
Zaheer Abbas Saer
Ghazal
mufaahamat na sikhaa jabr-e-naaravaa se mujhe
mai.n sar-ba-kaf huu.n la.Daa de kisii balaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
mufaahamat na sikhaa dushmano.n se ai saalaar
tirii taraf na kahii.n mo.D duu.n kamaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
mufaahamat na kar arzaa.n na ho bharam na ga.nvaa
har ik nafas ho agar ik saliib tab bhii nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
mufaahamat sii ajab ho ga.ii hai raat ke saath
charaaG mai.n ne jalaayaa nahii.n bahut din se
Farhat Ehsas
Ghazal
Hasan Aabid
Ghazal
ga.e the ham bhii faqat rasm hii nibhaane ko
aur us kaa tarz-e-amal bhii muKHaasamaana thaa
Munir Anwar
Ghazal
shikastagii ne giraa dii.n saro.n pe diivaare.n
muKHaasimat thii makiino.n se kyaa makaano.n ko
Azhar Inayati
Ghazal
rahii hai parda-e-ulfat me.n maslahat kyaa kyaa
adaavato.n me.n hu.ii hai mufaahamat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
mufaahamat ke dev kaa asiir ho gayaa 'nizaam'
merii anaa kaa vo parind jis me.n merii jaan hai
Nizamuddin Nizam
Ghazal
sajaa liyaa shab-e-tanhaa ko is tarah mai.n ne
kisii hasiin se farzii mukaalamaat chale
Ahmad Adil
Ghazal
'shu’uur' aah na ash'aar me.n kiyaa mahfuuz
KHazaana tum ne jo sarf-e-mukaalamaat kiyaa
Anwar Shuoor
Ghazal
tum ne jo manfa.at se KHasaara badal diyaa
ham ne mufaahamat kaa iraada badal diyaa
Saima Ishaq
Ghazal
zabaa.n hijaab kii lahja takallufaat kaa thaa
labo.n ke biich me.n parda mukaalamaat kaa thaa