SEARCH RESULTS
Showing search results for "naazil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naazil"
Ghazal
kaun saa qahr ye aa.nkho.n pe hu.aa hai naazil
ek muddat se ko.ii KHvaab na dekhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
Obaidullah Aleem
PAGE MATCHES FOR "naazil"
MORE MATCHES FOR "naazil"
Ghazal
unhii pe ho kabhii naazil azaab aag ajal
vahii nagar kabhii Thahre.n payambaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Mazahiya
ik roz jaa rahe the kahii.n cycle se ham
pahu.nche jo ek mo.D pe naazil hu.aa sitam
Adil Lakhnavi
Ghazal
naazil ho kabhii zehn pe aayaat kii suurat
aayaat me.n Dhal jaa kabhii jibriil dahan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
yaqii.n hai balaa ho ko.ii aaj naazil
vo baalo.n ko apne sa.nvaare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Sher
ik din kii baat ho to use bhuul jaa.e.n ham
naazil ho.n dil pe roz balaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Nazm
kitaben
hamaarii kyuu.n na ho manzil kitaabe.n
rasuulo.n par hu.ii.n naazil kitaabe.n
Zafar Kamali
Nazm
lao hath apna lao zara
phuuTtii hai mire jism se raushnii
sab muqaddas kitaabe.n jo naazil hu.ii.n
Fahmida Riaz
Ghazal
naazil ho jism o ruuh pe jab be-hisii kaa qahr
us vaqt dosto ye Gazal gungunaa.ii jaa.e
Shahryar
Ghazal
hotii hai aafat-e-KHat qahr-e-KHudaa se naazil
ye sanam ham pe jo bedaad kiyaa karte hai.n














