SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaabiz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaabiz"
Ghazal
muflisii masnad-e-zardaar pe qaabiz hogii
mahl badlegaa zamaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
qaabiz rahaa hai dil pe jo sultaan kii tarah
aaKHir nikal gayaa shah-e-iiraan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
chor thaa munsif ke dil me.n tujh pe qaabiz ho gayaa
varna 'aabid' thaa tiraa haqdaar pahlaa aaKHirii
aabid umar
MORE MATCHES FOR "qaabiz"
Nazm
KHuda se kalam
ham aise nizaam ko bhog rahe hai.n
jahaa.n ek kii baqaa duusre kii bhuuk par qaabiz hone me.n hai
Injila Hamesh
Ghazal
ik shoKH se sairaab nazar hone lagii hai
qaabiz hai magar dil pe hayaa aur kisii kii
Jafar Sahni
Ghazal
vo rafta-rafta agar dil pe ho gayaa qaabiz
to phir na sochnaa KHaalii makaan kar degaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Kamal Kataria Karan
Nazm
karachi ka traffic
race kartii hai.n base.n shahar ke baazaaro.n me.n
hai.n ye sab qaabiz-e-arvaah ke auzaaro.n me.n
Syed Mohammad Jafri
Ghazal
Rasheeda Ayan
Ghazal
Jamal Owaisi
Ghazal
KHuun hii KHuun thaa darbaar kii diivaaro.n par
qaabiz-e-taKHt-e-viraasat kii riyaa-kaarii thii
Sarwar Arman
Ghazal
mere tasavvuraat me.n qaabiz ho sirf tuu
har lamha zehn-o-dil me.n tuu apnaa KHayaal de
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
jahaa.n chhi.Dte the KHushiyo.n ke taraane
'mujiib' us ghar pe qaabiz KHaamushii hai
Syed Mujeebul Hasan
Ghazal
ret qaabiz thii bahut KHaamosh lagtii thii nadii
paar karte vaqt ye jaanaa ki gahrii thii nadii
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
is qadar aa.nkho.n pe qaabiz hai vo jaanaa us kaa
is taraf aataa dikhaa.ii nahii.n detaa kuchh bhii











