SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaabiz"
Nazm MATCHES FOR "qaabiz"
Nazm
KHuda se kalam
ham aise nizaam ko bhog rahe hai.n
jahaa.n ek kii baqaa duusre kii bhuuk par qaabiz hone me.n hai
Injila Hamesh
Nazm
karachi ka traffic
race kartii hai.n base.n shahar ke baazaaro.n me.n
hai.n ye sab qaabiz-e-arvaah ke auzaaro.n me.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
meri pahli nazm
sadaa kii maanind is baras bhii
tamaam kavvo.n ke jhunD koyal mukuT pe qaabiz
Azra Parveen
Nazm
jawab-e-shikwa
tarbiyat aam to hai jauhar-e-qaabil hii nahii.n
jis se ta.amiir ho aadam kii ye vo gil hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
aab-e-ravaan-e-kabiir tere kinaare ko.ii
dekh rahaa hai kisii aur zamaane kaa KHvaab
Allama Iqbal
Nazm
nanak
sham-e-haq se jo munavvar ho ye vo mahfil na thii
baarish-e-rahmat hu.ii lekin zamii.n qaabil na thii
Allama Iqbal
Nazm
kaniz
huzuur aap aur nisf shab mire makaan par
huzuur kii tamaam-tar balaa.e.n merii jaan par
Ahmad Faraz
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
an-pa.Dh thaa aur jaahil qaabil mujhe banaayaa
duniyaa-e-ilm-o-daanish kaa raasta dikhaayaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
hinDola
inhii.n fazaa.o.n me.n guu.njii thii totlii bolii
'kabir-das' 'Tukaaraam' 'suur' o 'miiraa' kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nura
vo sho.ala vo bijlii vo jalva vo partav
sulaimaa.n kii vo ik kaniiz-e-subuk-rau