SEARCH RESULTS
Showing search results for "raahbarii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raahbarii"
Sher
Shahab Jafri
Hindi Ghazal
mujh ko nazm-o-zabt kii ta.aliim denaa baa'd me.n
pahle apnii rahbarii ko aacharan tak le chalo
Adam Gondvi
Ghazal
tuu hii nahii.n to kaun kare merii rahbarii
kaTtii nahii.n hayaat kii manzil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "raahbarii"
Ghazal
kiijiyegaa rahzanii kab tak ba-naam-e-rahbarii
ab se behtar aap ko.ii duusraa dhandaa kare.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Arif Shafiq
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ishq aur maut
farishta thaa ik ishq thaa naam jis kaa
ki thii rahbarii us kii sab kaa sahaaraa
Allama Iqbal
Nazm
KHwab-e-sahar
rahbarii jaarii rahii paiGambarii jaarii rahii
diin ke parde me.n ja.ng-e-zargarii jaarii rahii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
qismat ki rahbarii se milii manzil-e-muraad
farmaa.n-ravaa-e-mulk-e-dakan ko kiyaa salaam
Akbar Allahabadi
Ghazal
aa.nkho.n kii rahbarii ne kahuu.n kyaa ki dil ke saath
kuuche kii us ke raah bataane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
rahbaro.n kii bhuul thii yaa rahbarii kaa mudda.aa
qaafilo.n ko manzilo.n ke paas bhaTkaate rahe













