SEARCH RESULTS
Showing search results for "razaa.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "razaa.ii"
Ghazal
barf kii tarah december kaa safar hotaa hai
ham use saath na lete to razaa.ii lete
Rahat Indori
Sher
Allama Iqbal
Ghazal
Amir Ameer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "razaa.ii"
Ghazal
haa.il thii biich me.n jo razaa.ii tamaam shab
is Gam se ham ko nii.nd na aa.ii tamaam shab
Hasrat Mohani
Nazm
manzar! nursing-home
raat bosiida razaa.ii kii tarah o.Dhe hu.e
aur naaKHuuno.n se taaro.n ko khurachte rahnaa
Gulzar
Ghazal
chalaa aataa hai chupke se razaa.ii me.n mirii
burii lagtii hai suuraj kii ye bebaakii mujhe
Shariq Kaifi
Nazm
gurunanak
tuu ne ye kahaa sab se ba.Daa hukm-e-razaa.ii
tuu ne ye kahaa saa.nch kii qiimat nahii.n paa.ii
Arsh Malsiyani
Ghazal
Zafar Kamali
Nazm
ek nazm bachchon ki taraf se
sabhii log sote hai.n o.Dhe razaa.ii
magar merii qismat me.n hai mu.nh dikhaa.ii
Asna Badr
Ghazal
jaa.De me.n kyaa maza ho vo to simaT rahe ho.n
aur khol kar razaa.ii ham bhii lipaT rahe ho.n