SEARCH RESULTS
Showing search results for "regzaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "regzaar"
Ghazal
bas aas-paas ye suuraj hai aur kuchh bhii nahii.n
mahak rahaa to huu.n lekin mai.n regzaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
hone ko yuu.n to shahr me.n apnaa makaan thaa
nafrat kaa regzaar magar darmiyaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
tishna-labii ne ret ko dariyaa banaa diyaa
paanii kahaa.n thaa varna kisii reg-zaar me.n
Nida Fazli
MORE MATCHES FOR "regzaar"
Ghazal
din hai ki Dhal nahii.n rahaa is reg-zaar me.n
manzil bhale na aa.e kahii.n raat bhii to ho
Adil Mansuri
Ghazal
ruuh kii KHushk pattiyaa.n shaaKH se TuuTtii rahii.n
aur ghaTaa baras ga.ii jism ke regzaar me.n
Adil Mansuri
Ghazal
vo regzaar kar gayaa sarsabz baaG par
sab pe.D baa-samar rahe suukhe nahii.n kabhii
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
mai.n usii koh-sifat KHuun kii ik buu.nd huu.n jo
reg-zaar-e-najaf o KHaak-e-KHuraasaa.n se milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
vujuud ke chahaar samt regzaar thaa
kahii.n bhii KHvaahisho.n ke biij bo na paa.e ham
Shahryar
Nazm
mujhe talash karo
jo regzaar me.n chhitnaar dekhne hai.n tumhe.n
mujhe talaash karo
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
pahaa.D chup hai.n to ab reg-zaar bolte hai.n
nidaa-e-koh KHutan kii taraf se aatii hai