SEARCH RESULTS
Showing search results for "rindo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rindo"
Ghazal
ye shahr-daar-o-muhtasib-o-maulavii hii kyaa
piir-e-muGaan-o-rind-o-qalandar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
le rahaa hai dar-e-mai-KHaana pe sun-gun vaa.iz
rindo hushyaar ki ik mufsida-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shad Azimabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rindo"
Ghazal
mai chhalkegii mai ublegii mai barsegii rindo
mai-KHaane me.n KHud shaiKH-e-haram aa.e hu.e hai.n
Vafa Malikpuri
Ghazal
ho mubaarak tumhe.n rindo ki ba-taa.iid-e-KHudaa
ko.ii chhalkaataa hu.aa shiisha-o-jaam aayaa hai
Darshan Singh
Ghazal
rind-o-vaa.iz the baham dast-o-garebaa.n kal raat
jaane kyaa haal hu.aa shiisha-o-paimaane kaa
Hasan Aabid
Ghazal
mai-kade ke yahii aadaab hai.n rindo sun lo
Gam nahii.n karte hai.n TuuTe hu.e paimaano.n kaa
Yusuf Taqi
Ghazal
KHudaa ke ghar me.n vo barraa rahaa hai ai rindo
jagaa.o shaiKH ko chi.Dko ba-ruu-e-KHvaab sharaab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
bazm-e-rindaana me.n kyaa ri.nd-o-vara.a kaa charchaa
shaiKH-saahib hai bahut ye to himaaqat kii bahs
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aaj tasbiih-o-musalllaa le ke 'aarif' ban gayaa
kal jo ruuh-e-mai-kada thaa rind-o-baada-nosh thaa
Aarif Naqshbandi
Ghazal
rindo.n ko pilaa saaqii sahbaa-e-junuu.n-parvar
vo mai-kada-barham-kun har laGzish-e-mastaana



