SEARCH RESULTS
Showing search results for "rindo"
Nazm MATCHES FOR "rindo"
Nazm
zohd aur rindi
muddat se rahaa karte the ham-saa.e me.n mere
thii rind se zaahid kii mulaaqaat puraanii
Allama Iqbal
Nazm
lao to qatl-nama mera
rindo.n ke dam se aatish-e-mai ke baGair bhii
hai mai-kade me.n aag baraabar lagii hu.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
jis vaqt ki rindo.n ke dil se huu-haq kii sadaa.e.n uThtii hai.n
tum yaad mujhe aa jaate ho
Behzad Lakhnavi
Nazm
nargis-e-mastana
tuu saaqi-e-mai-KHaana hai mai.n rind-e-balaa-nosh
mere liye mai-KHaane ko paimaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
KHushamad
paarsaa rind KHaraabii kii KHushaamad kiije
jo KHushaamad kare KHalq us se sadaa araazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
yar aghyar ho gae hain
ab ko.ii nadiim-e-baa-safaa nahii.n hai
sab ri.nd sharaab-KHvaar ho ga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard-e-dil
faKHr hai mujh ko usii dar se sharaf paane kaa
mai.n sharaabii huu.n usii ri.nd ke maiKHaane kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ishrat-e-tanhai
aam ab faiz-e-mai-o-saaqii-o-mai-KHaana ho
ri.nd huu.n aur jigar-gosha-e-ri.ndaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
rindon ko bhi malum hain sufi ke kamalat
رندوں کو بھي معلوم ہيں صوفي کے کمالات
ہر چند کہ مشہور نہيں ان کے کرامات