SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadiq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sadiq"
Nazm
taj-mahal
an-ginat logo.n ne duniyaa me.n mohabbat kii hai
kaun kahtaa hai ki saadiq na the jazbe un ke
Sahir Ludhianvi
Sher
saadiq huu.n apne qaul kaa 'Gaalib' KHudaa gavaah
kahtaa huu.n sach ki jhuuT kii aadat nahii.n mujhe
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sadiq"
Ghazal
sub.h-e-saadiq mujhe matluub hai kis se maa.nguu.n
tum to bhole ho charaaGo.n se bahal jaa.oge
Iqbal Azeem
Sher
ab apnaa intizaar rahegaa tamaam-umr
ik shaKHs thaa jo mujh se judaa kar gayaa mujhe
Ahtamam Sadiq
Ghazal
tuu samajhtaa hai havaadis hai.n sataane ke liye
ye hu.aa karte hai.n zaahir aazmaane ke liye
Syed sadiq husain
Sher
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Sher
so apne shahr ke raunaq kii KHair maa.ngnaa tum
mai.n apne gaa.nv se ik shaam le ke aa rahaa huu.n
Ahtamam Sadiq
Sher
kuchh is tarah shariik tirii anjuman me.n huu.n
mahsuus ho rahii hai KHud apnii kamii mujhe
Sadiq-ul-Qadri
Sher
tumhaaraa naam kisii ajnabii ke lab par thaa
zaraa sii baat thii dil ko magar lagii hai bahut