SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadiq"
Ghazal MATCHES FOR "sadiq"
Ghazal
sub.h-e-saadiq mujhe matluub hai kis se maa.nguu.n
tum to bhole ho charaaGo.n se bahal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
tuu samajhtaa hai havaadis hai.n sataane ke liye
ye hu.aa karte hai.n zaahir aazmaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
pesh kar daaG agar dil pe ko.ii khaayaa ho
ishq har aashiq-e-saadiq se nishaanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
kaun ye naaseh ko samjhaa.e ba-tarz-e-dil-nashii.n
ishq saadiq ho to Gam bhii be-mazaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sub.h-e-saadiq me.n bahut der nahii.n hai lekin
kahii.n ujlat me.n charaaGo.n ko bujhaa mat denaa
Iqbal Azeem
Ghazal
ghulaa hai dard fazaa.o.n me.n is tarah 'saadiq'
ki jaan jaatii hai ik baar muskuraate hu.e
Ahtamam Sadiq
Ghazal
aap kahte to zaraa dil ko tasallii hotii
kahne vaalo.n ne kahaa aashiq-e-saadiq mujh ko
Anjum Barabankvi
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
'saadiq' kii nigaaho.n ko hii Thahraav na mujrim
aa.iine har ik daur me.n hairaa.n nazar aa.e
Sadique Naseem
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ishq saadiq hai to apne azm-e-manzil kii qasam
har qadam par saath laakho.n kaarvaa.n ho jaa.e.nge
Danish Aligarhi
Ghazal
mai.n us se baat to kar luu.n ruko zaraa 'saadiq'
mire daro.n se sadaa.e.n lagaa rahaa hai ko.ii
Ahtamam Sadiq
Ghazal
apnii hii laash pe hai.n ashk bahaa.e hu.e log
ham hai.n yak-tarfa mohabbat ke sataa.e hu.e log