SEARCH RESULTS
Showing search results for "safaahaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "safaahaa.n"
Ghazal
darvesh-e-KHudaa-mast na sharqii hai na Garbii
ghar meraa na dillii na safaahaa.n na samarqand
Allama Iqbal
Non prevalent Sher
jaur-e-zulf kii taqriir pech-taab-e-KHaamoshii
hind me.n 'asad' naalaa.n naala dar safaahaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ab pa.Dh vo Gazal 'mus.hafii' tuu shusta o rafta
sun.ne jise KHalq aa.e safaahaa.n se nikal kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sach kaho kis se hai ye nain khilaane kaa shauq
bhejte ho jo pa.e-surma-safaahaa.n mujh ko
Qayem Chaandpuri
Ghazal
mai.n ibtadaa-e-umr me.n muddat talak bahut
chhaanaa hai faarsii kaa safaahaan-e-shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "safaahaa.n"
Ghazal
pur-za.ng hai aa.iina-e-dil hind se 'uzlat'
gar chaahiye saf haa.n to safaahaa.n ko pahu.nch tuu
Wali Uzlat
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
aur ye saffaak masiihaa mire qabze me.n nahii.n
is jahaa.n ke kisii zii-ruuh ke qabze me.n nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki jin ke naam par paspaa hu.e
un hii logo.n ko muqaabil me.n saf-aaraa dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
baarish hu.ii to phuulo.n ke tan chaak ho ga.e
mausam ke haath bhiig ke saffaak ho ga.e
Parveen Shakir
Nazm
mauzu-e-suKHan
maut aur ziist kii rozaana saf-aaraa.ii me.n
ham pe kyaa guzregii ajdaad pe kyaa guzrii hai?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
mashriq ke KHudaavand safedaan-e-ra.ngii
maGrib ke KHudaavand daraKHshanda filizzaat
Allama Iqbal
Ghazal
qataar-e-shiisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale

