SEARCH RESULTS
Showing search results for "safaahaa.n"
Nazm MATCHES FOR "safaahaa.n"
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
aur ye saffaak masiihaa mire qabze me.n nahii.n
is jahaa.n ke kisii zii-ruuh ke qabze me.n nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
mashriq ke KHudaavand safedaan-e-ra.ngii
maGrib ke KHudaavand daraKHshanda filizzaat
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
maut aur ziist kii rozaana saf-aaraa.ii me.n
ham pe kyaa guzregii ajdaad pe kyaa guzrii hai?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
maqaam ham-safaro.n se ho is qadar aage
ki samjhe manzil-e-maqsuud kaarvaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
ye dard bharii duniyaa bastii hai gunaaho.n kii
dil-chaak umiido.n kii saffaak nigaaho.n kii
Akhtar Shirani
Nazm
hinDola
ye bachche hind kii sab se ba.Dii amaanat hai.n
har ek bachche me.n hai.n sad-jahaan-e-imkaanaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jawab-e-shikwa
itnaa pur-soz hu.aa naala-e-saffaak miraa
kar gayaa dil pe asar shikva-e-bebaak miraa
Nashtar Amrohvi
Nazm
sarmaya-dari
darinde sar jhukaa dete hai.n lohaa maan kar is kaa
nazar saffaak-tar is kii nafas makruuh-tar is kaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nargis-e-mastana
jab tak karam-e-KHaas kaa dariyaa na uma.nD aa.e
tuu aur bhii haal apnaa safiihaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
safaarat ho cinema ho ki T.v radio sab me.n
suro.n kaa nashsha hai fikr-o-nazar kaa jaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
qayamat
chalo ik raat to guzrii
chalo saffaak zulmat ke badan kaa ek Tuk.Daa to kaTaa