SEARCH RESULTS
Showing search results for "sleeper"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sleeper"
Ghazal
Thokare.n Gair ke marqad pe lagaataa kyuu.n kar
boot kii jaa pe jo tuu pahne sleeper hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
dil me.n aataa hai ki dushman ke lagaa.uu.n juute
le gayaa saalaa sleeper mirii das-aane kii
Boom Merathi
Ghazal
ek bhii baal na rah paa.egaa sar me.n sun le
haath me.n le ke kahaa us ne slipper apnaa
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
Kishan lal Khandaan Dehlvi
PAGE MATCHES FOR "sleeper"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sleeper"
Mazahiya
tum is Gariib ko karte ho kyuu.n sadaa paamaal
ye meraa dil hai sleeper nahii.n juraab nahii.n
Haji Laq Laq
Nazm
jawab-e-shikwa
aql hai terii sipar ishq hai shamshiir tirii
mire darvesh KHilaafat hai jahaa.ngiir tirii
Allama Iqbal
Ghazal
le jaa.e.n mujh ko maal-e-Ganiimat ke saath aduu
tum ne to Daal dii hai sipar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Nazm
etiraf
husn ne jab bhii inaayat kii nazar Daalii hai
mere paimaan-e-mohabbat ne sipar Daalii hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
paas-e-hayaat kaa KHayaal ham ko bahut buraa lagaa
pas ba-hujuum-e-ma.arka jaan ke be-sipar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n jo paikaar me.n andar kii huu.n be-teG-o-zirah
aaKHirash kaun hai jo siina-sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
shamshiir merii, merii sipar kis ke paas hai
do meraa KHuud par miraa sar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
is rifaaqat ko sipar apnii banaa le.n jii le.n
shahr kaa shahr hii qaatil hai miraa saath na chho.D
Mazhar Imam
Nazm
hubb-e-watan
baap kii hai du.aa ye bahr-e-pisar
qaum kii mai.n banaa.uu.n us ko sipar


