SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamzama"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zamzama"
Nazm
shikwa
ahd-e-gul KHatm hu.aa TuuT gayaa saaz-e-chaman
u.D ga.e Daaliyo.n se zamzama-pardaaz-e-chaman
Allama Iqbal
Ghazal
gul ke KHvaahaa.n to nazar aa.e bahut itr-farosh
taalib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaidaa na milaa
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zamzama"
Ghazal
hamaare aage zaraa ho samajh ke zamzama-sanj
ki ek naGma-saraa ai hazaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
be-'aniis' ab chaman-e-nazm hai viiraa.n ai 'shaad'
haa.e aisaa na ko.ii zamzama-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
merii hii zamzama-sanjii se chaman thaa aabaad
kiyaa sayyaad ne ik ik ko rihaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
haram ke paas ko.ii aajmii hai zamzama-sanj
ki taar taar hu.e jaama haa.e ehraamii
Allama Iqbal
Ghazal
hai bul-ajab ye zamzama-e-saut-e-sarmadii
kis tarah aa.e ma.ariz-e-guft-o-shunuud me.n