SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamzama"
Nazm MATCHES FOR "zamzama"
Nazm
shikwa
ahd-e-gul KHatm hu.aa TuuT gayaa saaz-e-chaman
u.D ga.e Daaliyo.n se zamzama-pardaaz-e-chaman
Allama Iqbal
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
ai tuu ki tire dam se mirii zamzama-KHvaanii
ho tujh ko mubaarak ye tirii nuur-jahaanii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
naqqad
be-haqiiqat nai ke andar zamzama daa.uud kaa
aariz-e-mahduud par ik aks laa-mahduud kaa
Josh Malihabadi
Nazm
sham
ghane daraKHto.n me.n
zamzama-saaz apnii apnii dhuno.n ko tartiib de rahe hai.n
Akhtar Usman
Nazm
idhar bhi aa
aa, baaGiyo.n kaa zamzama-e-aatishii.n bhii sun
o mast-e-saaz-o-barbat-o-naGma idhar bhii aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj
vo nafas kii zamzama-sanjii nazar kii guftuguu
siina-e-ma.asuum me.n ik-tarfa tuGyaanii hai aaj
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sham-e-rah-guzar
zamzama-sanj o zarfishaa.n nik.hat
phir sabaa par savaar guzrii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
surud-e-halal
mah-o-anjum kaa ye hairat-kada baaqii na rahe
tuu rahe aur tiraa zamzama-e-laa-maujuud
Allama Iqbal
Nazm
ek sitara aadarsh ka
Tahniyo.n me.n aas ke maaman kisii
bhuule bhaTke zamzama kii raah takte
Shafiq Fatima Shera
Nazm
aagahi ki dua
kuchh kahuu.n kuchh likhuu.n
terii taKHliiq kaa zamzama mudda.aa muntahaa
Waheed Akhtar
Nazm
trahdar kahan se laun
dil kaa paimaana hai zahraab-e-alam se labrez
bulbul-e-zamzama-aasaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
bhaunre ki be-qarari
vo Gazab kii kuu-kuu vo zamzama
vo suriilii dard-bharii sadaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
faza-e-hairat
mujhe hai uljhan mujhe hai KHaljaan
idhar udhar ko jo dekhtii huu.n hasiin taa.ir hai.n zamzama-zaa