SEARCH RESULTS
Showing search results for ",QABt"
Ghazal MATCHES FOR ",qabt"
Ghazal
ajiib KHabt-e-masiihaa.ii hai ki hairat hai
mariiz mar bhii chukaa hai davaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
'alvii' Gazal kaa KHabt abhii kam nahii.n hu.aa
jaa.egaa jii ke saath ye haukaa lagaa hu.aa
Mohammad Alvi
Ghazal
Dharmpal Aaqil
Ghazal
yaar se merii jo karte hai.n sifaarish aGyaar
makr hai uzr hai qaabuu hai daGaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
sab tire sivaa kaafir aaKHir is kaa matlab kyaa
sar phiraa de insaa.n kaa aisaa KHabt-e-maz.hab kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
KHabt hai ai ham-nashii.n aql-e-hariifaan-e-bahaar
hai KHizaa.n in kii inhe.n aa.iina dikhlaa.e hu.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kahaa.n mai.n aur kahaa.n KHabt-e-anal-haq
ko.ii mere sivaa hai mai.n nahii.n huu.n
Azad Ansari
Ghazal
jaane kab biga.D jaa.e.n jaane kab sa.nvar jaa.e.n
dast-e-kuuza-gar me.n hai.n apnaa aasraa hii kyaa
Saleem Kausar
Ghazal
Athar Nadir
Ghazal
hazaar rang qabaa.o.n pe Daal rakkhe hai.n
ajiib KHabt hai daaman ko paarsaa kar le.n
Siraj Alam Zakhmi
Ghazal
ab to vo KHabt mire ishq ko kah kar dekhe.n
KHud hii aa.iine ko takne lage hairaa.n ho kar
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
maut kahte hai.n jise zabt kaa ye KHabt na ho
zindagii par bhii hai fariyaad kaa dhokaa ham ko
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
ab kisii dil me.n nahii.n mimbar-o-mehraab kaa KHabt
aise badnaam hu.e jubba-o-dastaar ki bas
Mohsin Ehsan
Ghazal
dekh junuun-e-KHabt me.n farq bahut hai dostaa
'ishq kii aag aur hai teraa ubaal aur shai