SEARCH RESULTS
Showing search results for ",gemO"
Ghazal MATCHES FOR ",gemo"
Ghazal
lamhaat-e-masarrat hai.n tasavvur se gurezaa.n
yaad aa.e hai.n jab bhii Gam-o-aalaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
Gam-o-Gussa o ranj-o-andoh-o-hirmaa.n
hamaare bhii hai.n mehrbaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
har-chand Gam-o-dard kii qiimat bhii bahut thii
lenaa hii pa.Daa dil ko zaruurat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
pahluu-tahii na kar Gam-o-andoh se 'asad'
dil vaqf-e-dard kar ki faqiiro.n kaa maal hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dil hii to hai uThaa.e kahaa.n tak Gam-o-alam
mai.n roz ke malaal se uktaa ke pii gayaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
davaa-e-dard-e-Gam-o-iztiraab kyaa detaa
vo merii aa.nkho.n ko ra.ngiin KHvaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
ajal kii du.aa har gha.Dii maa.ngte hai.n
Gam-o-dard-o-ra.nj-o-ta.ab chaahte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
dushman-e-jaa.n the udhar hijr me.n dard-o-Gam-o-ra.nj
aur idhar ek akelaa tiraa shaidaa.ii thaa
Shibli Nomani
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
kyaa shai hai mataa-e-Gam-o-raahat na samajhnaa
jiinaa hai to jiine kii haqiiqat na samajhnaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ko.ii umiid kii baarish kaa ehtimaam karo
mai.n jal rahaa huu.n Gam-o-yaas kii chitaa.o.n me.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Gam-o-nishaat mohabbat kii chho.D de laalach
har ik se uThte nahii.n ye azaab ye barkaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
phir vo maa.il-ba-karam hone lage hai.n 'saahir'
phir Gam-o-ra.nj ke aasaar nazar aate hai.n
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
ranj raahat se badalte to maza aa jaataa
mahfil-e-aish me.n hotii Gam-o-aalaam kii baat
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
yaas-o-hirmaan-o-Gam-o-aalaam kii baate.n kare.n
aa dil-e-iizaa-talab kuchh kaam kii baate.n kare.n