SEARCH RESULTS
Showing search results for "باغ_نوخاستہ"
Ghazal MATCHES FOR "باغ_نوخاستہ"
Ghazal
ik faqat saahil talak aataa huu.n mai.n
rau me.n jaane kaise bah jaataa huu.n mai.n
Pritpal Singh Betab
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
navaaztaa hai vo jab bhii aziizo.n ko apne
to sab se baa'd me.n ham ko bulaayaa jaataa hai
Varun Anand
Ghazal
judaa.ii had se ba.Dhii to visaal ho hii gayaa
chalo vo aaj miraa ham-KHayaal ho hii gayaa
Ateeq Allahabadi
Ghazal
mujhe navaaztaa rahtaa hai zul-jalaal bahut
tum apne dast-e-saKHaavat ko shal hii rahne do
Shams Faridee
Ghazal
ik pur-kashish kahaanii ke kirdaar kii tarah
har shaKHs jii rahaa hai adaakaar kii tarah
Ayaz Ahmad Talib
Ghazal
ye kaisii vaadii hai ye kaisaa ik qabiila hai
har ek jism samundar kii tarah niilaa hai
Shamim Shahzad
Ghazal
sitam bhii kartaa hai us kaa sila bhii detaa hai
ki mere haal pe vo muskuraa bhii detaa hai
Mushfiq Khwaja
Ghazal
ye jo Thahraa hu.aa manzar hai badaltaa hii nahii.n
vaaqi'a parda-e-saa.at se nikaltaa hii nahii.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
mai.n apnii ja.ng me.n tan-e-tanhaa shariik thaa
dushman ke saath saaraa zamaana shariik thaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
KHudaa ke vaaste chehre se Tuk naqaab uThaa
ye darmiyaan se ab parda-e-hijaab uThaa
Shah Naseer
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ye ashk yuu.n mirii aa.nkho.n se kam nikaltaa hai
Gazal ke rang me.n raato.n me.n Gam nikaltaa hai