SEARCH RESULTS
Showing search results for "درا"
Ghazal MATCHES FOR "درا"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
thakii hu.ii maamtaa kii qiimat lagaa rahe hai.n
amiir beTe du.aa kii qiimat lagaa rahe hai.n
Meraj Faizabadi
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
gunaah-gaar to ramz-e-hariim tak pahu.nche
savaab vaalo.n ne baa.ng-e-daraa se baate.n kii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
ban kar mai.n razaakaar muhayyaa-e-fanaa huu.n
aavaaza-e-haq baa.ng-e-daraa mere liye hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ashk aa.nkho.n me.n hai.n ho.nTo.n pe bukaa se pahle
qaafila Gam kaa chalaa baa.ng-e-daraa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Gaflat me.n hai.n sar-mast badalte nahii.n karvaT
go sar pe uThaa lii hai zamii.n shor-e-daraa ne
Ismail Merathi
Ghazal
ab dasht ke siine pe faqat aag bichhii hai
ab naqsh-e-kaf-e-paa hai na ab baa.ng-e-daraa hai
Shamim Hanafi
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vo qaafila aaraam-talab ho bhii to kyaa ho
aavaaz-e-nafas hii jise aavaaz-e-daraa ho
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
phir ko.ii qaafila hu.aa gard-e-safar me.n gum
phir aa rahii hai baa.ng-e-daraa jaagte raho
Shahzad Ahmad
Ghazal
ashk aa.nkho.n me.n hai.n ho.nTo.n pe bukaa se pahle
qaafla-e-Gam kaa chalaa baa.ng-e-daraa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
sar-zamiine.n hai.n bahut ruuh ke paataal me.n bhii
maah-o-mirriiKH pe aavaaz-e-daraa KHuub sahii
Jameel Malik
Ghazal
zaahido vird-vazaa.if se nahii.n haasil-e-kaar
jis ko ho husn-e-ijaabat vo du.aa aur hii hai