SEARCH RESULTS
Showing search results for "سسکتی"
Ghazal MATCHES FOR "سسکتی"
Ghazal
sisaktii rut ko mahaktaa gulaab kar duu.ngaa
mai.n is bahaar me.n sab kaa hisaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
chhupaa ke apnii sisaktii sulagtii socho.n se
mohabbato.n ke uruuj o zavaal rakhte the
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
merii sisaktii aavaazo.n se guu.njtii hai.n diivaare.n
suntaa hai din raat mare naGmaat akelaa kamra
Aitbar Sajid
Ghazal
thii miir-taqii-'miir' kii nauhagarii mash.huur
'afzal' kii sisaktii hu.ii aavaaz se pahle
Afzal Allahabadi
Ghazal
ye sisaktii hu.ii raate.n ye bilakte manzar
ham bhii ai saaya-e-gulfaam kahaa.n tak pahu.nche
Qateel Shifai
Ghazal
diyaa palaT ke sahaaraa sisaktii beTii ne
ki baap girne lagaa thaa vidaa.ii karte hu.e
aabid umar
Ghazal
raat bhiigii to sisaktii hu.ii KHaamoshii se
aasmaa.n phuuT pa.Daa jism ke chhaalo.n kii tarah
Sarwar Arman
Ghazal
Obaidur Rahman
Ghazal
har shaam sisaktii hu.ii fariyaad kii vaadii
har sub.h sulagtaa hu.aa sahraa hai sadaa kaa
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
sub.h kaa KHvaab magar KHvaab ajab jaa.n-levaa
mere pahluu me.n sisaktii hu.ii martii hu.ii shaam
Zia Zameer
Ghazal
rasto.n ko soch soch pareshaan hai.n sabhii
manzil ko khoj khoj sisaktii hai zindagii
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
Zoya Shaikh
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
alam-nasiib to ro ro ke so ga.e aaKHir
magar maluul hu.aa raat bhar sisaktii rahii
Maqbool Aamir
Ghazal
jaa.n sisaktii rahii KHvaahish ke bayaabaano.n me.n
shauq-e-har-lahza kaa aazaar bhii baaqii na rahaa
Mah Talat Zahidi
Ghazal
jaa.n Gam-e-vasl kii ik shaam manaa.e.n aa jaa
shor suntii huu.n sisaktii hu.ii shahnaa.ii kaa