SEARCH RESULTS
Showing search results for "فوقیت"
Ghazal MATCHES FOR "فوقیت"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
fauqiyat detaa huu.n har baat ko KHaamoshii par
dil pe le lii thii.n kisii shaKHs ne jab se baate.n
Ismail Raaz
Ghazal
isii liye to mohabbat ko fauqiyat dii hai
ki mere saath mohabbat thii aur tum nahii.n the
Ahmad Waqas
Ghazal
zaruurato.n ko ta'alluq pe fauqiyat kyaa dii
KHudii bhii jaatii rahii mehrbaan se bhii gayaa
Ashfaq Qalaq
Ghazal
isii gunah ne malaa.ek pe fauqiyat baKHshii
yahii gunah bashariyyat kii aabruu yaaraa.n
Jafar Raza
Ghazal
Nafeer Sarmadi
Ghazal
fauqiyat dete hai.n maz.hab pe jo qaumiyyat ko
un kaa idraak mo.attal hai basiirat mahduud
Bashir Farooq
Ghazal
ham pe aasaanii kahaa.n khultii hai aasaanii se
fauqiyat dete hai.n mushkil ko hii aasaanii par
Mohammad Amir
Ghazal
bahisht chho.D ke duniyaa ko fauqiyat degaa
ravaana honaa hai jis ne charaaG ke bujhte
Sayyad Musa Kazim
Ghazal
Mirza Ghulam Abbas Zahir Haidari
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
mutma.in baiThaa huu.n KHud ko jaan kar
aur kyaa miltaa KHudaa ko maan kar
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
sochtaa rahtaa huu.n takmiil-e-vafaa kaise ho
aadmii bhii vo nahii.n hai to KHudaa kaise ho
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
ye kyaa shikva ki vo apnaa nahii.n hai
mohabbat KHuun kaa rishta nahii.n hai