SEARCH RESULTS
Showing search results for "نقطہ"
Ghazal MATCHES FOR "نقطہ"
Ghazal
yak nuqta tire safha-e-ruKH par na.i.n bejaa
is mukh ko tire safha-e-qur.aa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
savaad chashm-e-bismil intiKHaab-e-nuqta aaraa.ii
KHiraam-e-naaz be-parvaa.ii-e-qaatil pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
he kii par shakl havaasil kii sii aatii hai nazar
nuqta is par jo lagaa KHe hu.aa ye vaah be KHe
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tumhaare matla-e-abruu pe ye kahe hai KHaal
ki aisaa nuqta ko.ii vaqt-e-intiKHaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
alam ik nuqta jo mash.huur thaa ai josh-e-junuu.n
Gaur se kii jo nazar nuqta-e-baatil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
harf kaa diip havaa se kaise uljhegaa
ye nuqta har baat ke andar ruk jaataa hai
Aasnath Kanwal
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jo satr hai vo gasuu-e-huur-e-bahisht hai
KHaal-e-parii hai nuqta hamaarii kitaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHirad ba-qadr-e-rasaa.ii to un ke ilm ko jaan
mai.n naa-rasaa.ii kaa nuqta huu.n un ko kyaa jaanuu.n
Aasi Karnali
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
le ga.ii vahshat-e-dil kal mujhe us aalam me.n
besh-az-nuqta jahaa.n gumbad-e-dvvaar na thaa