SEARCH RESULTS
Showing search results for "अश्क-ए-नदामत"
Ghazal MATCHES FOR "अश्क-ए-नदामत"
Ghazal
saahil tamaam ashk-e-nadaamat se aT gayaa
dariyaa se ko.ii shaKHs to pyaasaa palaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
aa.nkho.n me.n apnii ashk-e-nadaamat liye hu.e
ham hai.n ajiib rang-e-ibaadat liye hu.e
Badr Mohammadi
Ghazal
kuchh nahii.n ashk-e-nadaamat ke sivaa saa.il ke paas
sharm aatii hai mujhe jaate hu.e qaatil ke paas
Basheeruddin Raaz
Ghazal
ek do ashk-e-nadaamat nahii.n paidaa karte
pahlii hii baar kahaa.n ghaas harii aatii hai
Sayyad Musa Kazim
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
baKHshish ne mujh ko abr-e-karam kii kiyaa KHajil
ai chashm josh-e-ashk-e-nadaamat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
charaaG-e-ashk-e-nadaamat me.n raushnii thii bahut
tamaam raat chamaktaa rahaa vaziifa-e-KHaak
Moid Rasheedi
Ghazal
is baar sail-e-ashk-e-nadaamat ke saath 'raaz'
aa.nkho.n se raushnii-e-nadaamat nahii.n ga.ii
Sufia Anjum Taj
Ghazal
suurat-e-ashk-e-nadaamat hii sahii ai 'shahpar'
merii aa.nkho.n se kabhii us ko guzarnaa pa.D jaa.e
Shehpar Rasool
Ghazal
shikva Galat hai rahmat-e-parvardigaar se
mujh ko hii qadr-e-ashk-e-nadaamat nahii.n rahii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
aayaa kabhii thaa shahr-e-nigaaraa.n se dil-figaar
palko.n pe sail-e-ashk-e-nadaamat hai aaj bhii
Saghir Ahmad Sufi
Ghazal
taar is kaa TuuTne paa.e na 'kaifii' hashr tak
daaman-e-ashk-e-nadaamat jurm-e-isyaa.n-posh hai
Kaifi Hyderabadi
Ghazal
duur karnii ho jo taariikii-e-raah-e-iKHlaas
mash.al-ashk-e-nadaamat hii jalaa lii jaa.e
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
Muslim Maleganwi
Ghazal
bhuulne vaale agar yaad kabhii aa jaa.uu.n
bhiigii palko.n se faqat ashk-e-nadaamat likhnaa