SEARCH RESULTS
Showing search results for "कश्तियों"
Ghazal MATCHES FOR "कश्तियों"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ham hai.n vo TuuTii hu.ii kashtiyo.n vaale 'taabish'
jo kinaaro.n ko milaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
gar de gayaa daGaa hame.n tuufaan bhii 'qatiil'
saahil pe kashtiyo.n ko Duboyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
pukaarte rahe mahfuuz kashtiyo.n vaale
mai.n Duubtaa hu.aa dariyaa ke paar utar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kachche gha.De ne jiit lii naddii cha.Dhii hu.ii
mazbuut kashtiyo.n ko kinaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
aa.nkho.n kii kashtiyo.n me.n safar kar rahe hai.n vo
jin dosto.n ne dil ke safiine Dubo.e the
Bashir Badr
Ghazal
jo kashtiyo.n ko Dubotaa hai laa ke saahil par
tumhii bataa.o use naaKHudaa kahuu.n kaise
Nawaz Deobandi
Ghazal
mazbuut kashtiyo.n ko bachaane ke vaaste
dariyaa me.n ek naav shikasta bhii chho.D de
Jamal Ehsani
Ghazal
in kashtiyo.n kaa kyaa hai aksar yahii hu.aa hai
tuufaan se nikal kar saahil pe Duub jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye log TuuTii hu.ii kashtiyo.n me.n sote hai.n
mire makaan se dariyaa dikhaa.ii detaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
dariyaa Guruub hone chalaa thaa ki aaj raat
Garqaab kashtiyo.n ne uchhaalii hai raushnii
Shaheen Abbas
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
apnii parakh ke vaaste tuufaa.n ke darmiyaa.n
mazbuut kashtiyo.n se utarnaa pa.Daa mujhe
Adeel Zaidi
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
zinda haqiiqato.n ke talaatum hai.n saamne
KHvaabo.n kii kashtiyo.n se utar jaa.iye janaab