SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिंस-ए-ख़िरद-ओ-सब्र"
Ghazal MATCHES FOR "जिंस-ए-ख़िरद-ओ-सब्र"
Ghazal
jins-e-KHirad-o-sabr bin is dil ko ho kyaa chain
muflis ko burii hotii hai asbaab kii gardish
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
uja.D ga.e KHirad-o-sabr-o-hosh-o-taab-o-tavaa.n
usii ke naaz-o-adaa kii sipaah ke maare
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
hosh-o-KHirad-o-sabr-o-tavaa.n uTh chale ik ek
jaate hii tire chaal pa.Dii dil ke nagar me.n
Meer Hasan
Ghazal
dil o diin va KHirad o sabr kujaa kuu aaraam
ghar luTaa ham ne diyaa ishq me.n saaraa apnaa
Shah Naseer
Ghazal
saahibaan-e-KHirad-o-hosh bhaTakte hii phire
aur diivaano.n kaa jii chaahaa jahaa.n tak pahu.nche
Ejaz Ajmeri
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
lo KHudaa-haafiz mire hosh-o-KHirad kaa dosto
phuul phir khilne lage phir aa ga.ii fasl-e-bahaar
Naresh M. A
Ghazal
haa.e-re Gaarat-gar-e-sabr-o-shakebaa.ii hu.ii
vo tirii tirchhii nazar vo aa.nkh sharmaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kho baiThe hai.n us ishq ke haatho.n se 'nasiir' ab
hosh-o-KHirad o sabr-o-qaraar o dil-o-dii.n ham
Shah Naseer
Ghazal
taaqat-o-sabr-o-KHirad to de chuke kab ke javaab
hijr me.n ab ek baaqii ham ko mar jaanaa rahaa
Hassamuddin Haider Nami
Ghazal
ye daur mujh se KHirad kaa vaqaar maa.nge hai
dil ab bhii shauq ke lail-o-nahaar maa.nge hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mai.n apne jaama-e-sad-chaak se bahut KHush huu.n
kabhii abaa-o-qabaa-e-KHirad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
us ne ba.Dhaa lii Gair se rasm-o-rah-e-KHirad
ham ne sajaanaa chho.D diyaa hai makaan-e-dil
Abdullah Saqib
Ghazal
ye ahl-e-KHirad dair-o-haram dekh rahe hai.n
jo sab ne na dekhaa hai vo ham dekh rahe hai.n
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
sad.haa mutaalibaat ke baa'd ek jaam-e-talKH
duniyaa-e-jabr-o-sabr ko dha.Dkaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye dil hai aap kaa ghar rahiye shauq se lekin
shakeb-o-raahat-o-sabr-o-qaraar-e-jaa.n kii tarah