SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिगर-ए-लख़्त-लख़्त"
Ghazal MATCHES FOR "जिगर-ए-लख़्त-लख़्त"
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
sitaare siskiyaa.n bharte the os rotii thii
fasaana-e-jigar-e-laKHt-laKHt aisaa thaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Raeesuddin Raees
Ghazal
aa.nkhe.n bujhii-bujhii sii dil-e-laKHt-laKHt dekh
KHvaabo.n ne mere khaa.ii kahaa.n par shikast dekh
Nazeer Akhtar
Ghazal
ba-iltihaab-e-tamannaa-e-diid-e-haasil-e-ishq
dhu.aa.n saa az-jigar-e-laKHt-laKHt uThne lagaa
Hadis Salsal
Ghazal
kiran kiran tiraa paikar kalii kalii chehra
ye laKHt laKHt badan ab kahii.n baham bhii to ho
Rasheed Qaisrani
Ghazal
mujhe hai shahr ke gharo.n se sirf is qadar gila
ki bhaa.ii husn aasmaan-e-laKHt-laKHt me.n nahii.n
Ahmad Shahryar
Ghazal
hamd-o-sanaa suKHan kaa nahii.n dil kaa hai riyaaz
kaise sanaa karuu.n mai.n dil-e-laKHt-laKHt se
Ahmad Faqih
Ghazal
duKHtar-e-raz pe gire.n mast pata.ngo.n kii tarah
sham-e-mahfil ho ye laKHt-e-jigar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ye aur baat jigar laKHt-laKHt ho jaataa
us ek pal ke liye dil bhii saKHt ho jaataa
Nuzhat Abbasi
Ghazal
ga.e vo din ki mujhii tak thaa meraa dukh mahduud
KHabar ke jaisaa ye afsaana laKHt-laKHt na thaa
Parveen Shakir
Ghazal
ujaaltaa huu.n mai.n naalain-e-paa-e-laKHt-e-jigar
ki madrase ko chalaa ilm kaa KHazaana ko.ii
Sabir Zafar
Ghazal
mizhgaa.n talak rasaa.ii-e-laKHt-e-jigar kahaa.n
ai vaa.e gar nigaah na ho aashnaa-e-gul
Mirza Ghalib
Ghazal
mumkin hai ye ki zabt karuu.n aa.nkh tar na ho
Dar hai kahii.n taraavish-e-laKHt-e-jigar na ho
Bedil Azimabadi
Ghazal
laKHt-laKHt aavaaze.n fard fard pahchaane.n
shor shor KHaamoshii vaj.h-e-ja.ng aa.iina
Parwez Rahmani
Ghazal
mai.n laKHt laKHt hu.aa aasmaa.n se la.Dte hu.e
magar ye KHaak pe ehsaan bhii nahii.n meraa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
mai.n laKHt laKHt hu.aa aasmaa.n se la.Dte hu.e
magar ye KHaak pe ehsaan bhii nahii.n meraa