SEARCH RESULTS
Showing search results for "दस्त-ए-सहर"
Ghazal MATCHES FOR "दस्त-ए-सहर"
Ghazal
ham ahl-e-zarf ki Gam-KHaana-e-hunar me.n rahe
sifaal-e-nam kii tarah dast-e-kuuza-gar me.n rahe
Sahar Ansari
Ghazal
gayaa vo daur-e-Gam-e-intizaar-e-yaar 'sahar'
aur apnii zaat pe daanista zahmate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Ghazal
banaa.e jaa.uu.n kisii aur ke bhii naqsh-e-qadam
ye kyuu.n kahuu.n ki miraa ham-safar na thaa ko.ii
Sahar Ansari
Ghazal
sirf mahruumii-e-farhaad kaa kyaa zikr 'sahar'
be-sutuu.n kaaT ke mahruum rahe nahr se log
Sahar Ansari
Ghazal
shaayad ki vo vaaqif nahii.n aadaab-e-safar se
paanii me.n jo qadmo.n ke nishaa.n Dhuu.nD rahaa thaa
Sahar Ansari
Ghazal
-aasaa.n nahii.n hai kashmakash-e-zaat kaa safar
hai aagahii ke baa'd Gam-e-aagahii bahut
Sahar Ansari
Ghazal
hamesha saath rahaa hai 'sahar' meraa suuraj
guzar ke vaadii-e-zulmat se mai.n nahii.n aayaa
Sahar Ansari
Ghazal
Sahar Ansari
Ghazal
ab chho.Diye tasavvur-e-zulf-o-mizha 'sahar'
dasht-e-Gam-e-jahaa.n me.n ko.ii saa.ebaa.n kahaa.n
Sahar Ansari
Ghazal
ek lamhe me.n badal sakte hai.n haalaat 'sahar'
aap agar shaamil-e-darbaar abhii ho jaa.e.n
Sahar Ansari
Ghazal
Sahar Ansari
Ghazal
'sahar' tum us se mulaaqaat kaise karte ho
vo shaKHs ab to lab-e-baam bhii nahii.n hotaa
Waqar Sahar
Ghazal
Sahar Ansari
Ghazal
Sahar Ansari
Ghazal
ma.aal-e-kohkan-o-qais dekh kar bhii 'sahar'
chale hai.n kuu-e-tamannaa ko har che baad ai baad
Sahar Ansari
Ghazal
do chaar pal kaa hai ye Gam-e-tiirgii 'sahar'
laa.ii hai apne saath sadaa raushnii 'sahar'
Anjali Sahar
Ghazal
ye shahr qatl-gaah nahii.n phir bhii ai 'sahar'
kyaa qahr hai ki jism salaamat nahii.n ko.ii